Top Ad 728x90

Monday, April 8, 2019

Sad Status {Heart Breakup} for Whatsapp In Hindi & English

Sad Status | Sad Status In English | Sad status In Hindi | Sad Love Status | Heart Broken Status | Breakup Status

Sad Status {Heart Breakup} for Whatsapp In Hindi & English

Sad Status | Sad Status In English | Sad status In Hindi | Sad Love Status | Heart Broken Status | Breakup Status:  Breakup In Relationships do mean separating from each other. There can be plenty of the reasons for one's breakup of an entire relationship. Which mostly are lack of space between the couple, his/her interest changing, distance, family issues, misunderstanding, jealousy or changing of one's priorities, etc. There is no particular reason for the breakup in Boyfriend / Girlfriend, Friends or Husband / Wife's relationship it always differs from person to person Sad Status | Sad Status In English | Sad status In Hindi | Sad Love Status | Heart Broken Status | Breakup Status


Sad Status {Heart Breakup} for Whatsapp In Hindi & English



These Sad Status | Sad Status In English | Sad status In Hindi | Sad Love Status | Heart Broken Status | Breakup Status are Extremely Effective when it comes to let and tell your Boyfriend / Girlfriend, Friends or Husband / Wife about your Pain. They play a major role and are only the best way around to express up your lovely genuine hurtful feeling to your loving ones. It is always easy to step in love but to fulfill its requirement and priorities cannot be done by everyone.

Sad Status | Sad Status In English | Sad status In Hindi | Sad Love Status | Heart Broken Status | Breakup Status

सुर्ख आँखो से जब वो देखते है,
हम घबराकर आँखे झुका लेते है,
क्यू मिलाए उन आँखो से आखे,
सुना है वो आखो से अपना बना लेते है।
उसने इतना कह के फ़ोन काट दिया कि कोई आ गया है,
मुझे आजतक समझ नही आया, घर मे या ज़िन्दगी में
सारे रिश्ते वो मुझ से तोड़ गई,
हासिल कर के भी मुझे छोड़ गई,
मेने तो दिल दिया था अपना उसके हाथों में,
और वो शीशा समझ के तोड़ गई..
उसके दिल को भी आधार से जोड़ दो साहब,
कितने खाते खुले हुये है कुछ पता तो चले..
इरादा अगर क़त्ल का था तो मेरा सर कलम कर देते...
क्यू इश्क़ में डालकर तूने मेरी हर सांस पर मौत लिखदी...
क्या हसीन इतेफाक था तेरी गली में आने का...किसी काम से आये थे और किसी काम के नही रहे..
मेरे सजदों में क्या कमी रह गयी ऐ खुदा...क्या मुझसे भी बढ़कर किसी ने मांगा था उसे...
तेरी महफ़िल से उठे तो किसी को खबर तक ना थी...
तेरा मुड़-मुड़ कर देखना हमे बदनाम कर गया..
कभी फुरसत मिले तो सोचना जरूर ऐ जान...
कि एक लापरवाह लड़का...क्यों तेरी इतनी परवाह करता था...
उसे देखकर तेरा यूँ पलट जाना...नफरत बता रही हैं तूने मोहबत कमाल की थी..
तेरी हालत से लगता है तेरा अपना था कोई...वरना...इतनी सादगी से बर्बाद कोई गैर नही करता...
मुस्कराने की वजह मत ढूंढ ऐ दिल... धड़कना तो तुझे हर हाल मे है..
जब हुई मोहब्बत तो लगा कोई अच्छे काम का असर है...ना खबर थी हमें कि गुनाहों की ऐसी भी सजा होती है...
मत दे दुआ किसी को अपनी उम्र लगने की...यहाँ ऐसे भी लोग है जो तेरे लिए जिंदा है...
क्या औकात है तेरी ऐ जिंदगी... चार दिन की मोहब्बत तुझे तबाह कर देती है...
जिन्दगी तुझसे हर कदम पर समझौता करू... शौक जीने का है मगर इतना भी नही...
हमारी बरबादी का तो कोई शिकवा नहीं है हमे...अफ़सोससिर्फ इतना है की तूने साथ क्यों नहीं दिया...
जिस्म की दरारों से रूह नजर आने लगी...बहुत अंदर तक तोड़ गया है मुझे इश्क़ तेरा..
वो शख्स जिसकी आँखों में इंकार के सिवा कुछ भी नही...ना जाने क्यों उसकी आँखों पे जिंदगी लुटाने को जी चाहता है...
निकलते आँसुओं को देखकर सोचती हैं आँखें...आखिर और कितना वक़्त लगेगा सारे ख्वाबों को बहने में...
उसकी गहरी नींद का मंज़र भी कितना हसीन होता है...तकिया कहीं...ज़ुल्फ़ें कहीं...और वो खुद कहीं...
Nahi jeena tere bina nahi jeena tere bina
Mere dil ne tujhko chaha tujhko hi rab se manga
Meri dua aaja laut kar tu phir yaha
Mujhse door ja kar khush toh hai na tu
Ager dhukhi hai toh wapis aaja
Tere bina aadhura hu main
Is duniya main tere bina akela jarur hu
Par sach kahu toh tu zindagi thi kabhi
Par aaj tumse door jaana meri majburi bani
Varna yaad rakhu toh main barbad ho jaunga shayad
#my feeling only u........😢
Ankho main ab ansoo bhi nahi tere naam ke
Na jaane ye dil phir bhi kyun rota hai
Majburi samjh ni pai tu bhi meri
Kaise main tujhe kehta zarurat thi teri
Zindagi main gam hai toh jeene ka maja
Kuch or hai
Kyunki kisi ke liye zindagi barbad karna itni
Asan bat toh h nhi@@@@@@@@
Ek bat yaad rakhna tu.
Jitna m roya na tere liye
Usse bhi Jada tu kal royegi
Jab m tujhse door chala jaunga
Jaate jaate usne ye toh keh diya....
Ki apna khayal rakhna
Par uski ankhe bar-bar yahi keh rahi thi....
Ki ab mera khayal kon rakhega
Kuch ni kaha maine khuda se
Ki mujhe dard kisne diya hai
Khuda phir bola ankhe nam kyun hai
Bas pyar ke khel m dil tudva liye
Socha pikar tujhko bhula dunga...
Par pikar bhi yaad aai tu
Itni si bat par chodh gai....
Jaana hi tha toh aai kyun
Miss u............
Mujhe hak nahi ki tera haal puch lu
Tu toh kr sakti hai na yaad mujhe
Phir krti kyun nahi
Samne manjil thi or piche uska wajud
Kya karte hum yaaro
Rukte toh safar reh jata
Jalte toh humsafar reh jata
Meri ek bat yaad rakhna pyar zindagi nahi
Phir bhi zindagi adhuri hai pyar ke bina
Tujhse itna pyar kar betha aye jalim
Ye zindagi bhi kam padegi
Tujhko bhulane main
💕Suno mere humdam...aisa bhi to ho sakta hai na
Tujhe khabar na ho aur log mujhe dafna aaye....💕
💕Khatam kar berukhi humse ay maut
Wo log hi badal gye
Jin ke liye hum jiya krte the💕
💕Bohot khayal rakhte hai wo apne dil ka...
idhar nahi lagta to udhar laga lete hai....💕

Kal jab tujhe meri yaad aayegi
Meri har mulakaat tujhe yaad aayegi
Tu puri raat ro kar gujar degi
Par chahkar bhi mujhse mil nahi payegi
Mere arman tujhe paane ke hi nahi
Tere sang jeene ke bhi the
Apsoos dono adhure reh gaye
Kuch logo ko unka pyar milta hai
Hum jaiso ko bas dhoka milta hai
Koi kehta hai jeena sik uske bina
Main kehta hu uske bina bhi kya jeena
Jo kabhi jeene ki wajah thi
Mere arman dil main dabe reh gaye
Jab usne kaha mujhe teri zarurat nahi
Mere rabba bas itna bata mera kasur kya hai
Na chain se jeene detai ho na mujhe marne
Zara ek bar meri zindagi jee kar dekho
Sach kehta hu kisiko bhi dard dena bhul jaoge tum
Kuch ni kaha maine khuda se
Ki mujhe dard kisne diya hai
Khuda phir bola ankhe nam kyun hai
Bas pyar ke khel m dil tudva liye
Teri #ankhe nam na ho #jaye phir se
Ye dar laga #rehta hai #humko
Ab ja rahe hai #tumse itni #door ki
Tum #sochna bhi nahi ki mile the kabhi #tumko
Ager life main rona hi likha ho #toh
Ye zaruri toh hai nahi ki ansoo ki wajah tum hi ho
Ho sakta hai shayad
Meri hi kismat main rona #likha ho
Pee pee kar bura haal ho chuka hai aye zalim dilbar
Ager fikar hai meri toh sambal le aa kar
Varna naasha itna chad jayega in ankho main
Ki tere chere ke shat shat ye duniya na bolu jau main
Tumse 💓door reh kar itna 😊toh pata laga
Kitni bhi kosish👀 kyun na kar lu💓 main
Par tera😞 cehra🙎 bhula ni 👉paunga main🙇
💕Marne wale to Mar jaate hai ek din....
Roj to wo marte hai jo kisi beparwah
Se beniteha mohobbat karte hai....💕
💕Hum roz udaas hote hai aur raat guzar jaati hai...
Kisi din raat udaas hongi aur hum guzar jaayenge....💕
Aaj wo humhe keh rahi hai matlabi
Jo khud apne matlab se chodh kar gai thi kabhi......
Waise ager main galat hota na...
Toh aaj tere liye itna ni karta jitna maine kiya hai
Dil ne kaha tujhe wo yaad aati h na
Maine kaha nahi
Dil phir raat ko rota kyu h
Maine kaha pagal tera haal dekh kr
Dil bhi rone laga meri tarah
Main gam ke ansoo baha raha tha
Wo door bethi dekh rahi thi
Maine pucha tu toh khush hai na
Beparwa muh mod kar chali gai
Raat ke andhere main chera ni dikhta
Toh dil main chupa pyar kaise dekhoge
Hum toh chale jayenge tumse bhi door
Phir kisko bina be wajah rulaoge tum
#i_miss_u
Mera dil ro ro kar keh raha tha kal merko
Tu khush raha kar kasur toh mera tha
Jo pathar se pyar ki umeed kar betha
Waqt badla tu badli meri aadat badli
Apsoos ye tuta hua dil ni badla kahi
#alone_with_u
Kal socha chup chap so jau bina tujhe yaad kiye
Par mujhe ni pata tha
tu khuab main aa kar nind kharab karegi
Usne is kadar mujhko thukra diya aye dosto
Ki main puch bhi na saka aakhir kasur mera hai ya tera
#sad_love
#Dear_girls कोई न कोई तुम्हारे 😍लिए जरूर बना है 😹
तो ☺️जाओ ढूंढो उसे औऱ नरक🚫बना दो 😥उसकी जिंदगी 😂😂
Pehle jab teri meri bat hoti thi tab kehne ke liye kuch nahi tha
Apsoos aaj kehne ke liye bhut kuch hai par ab bat ni hoti teri meri
#i_miss_u_
Dil #tuta mera or #zakham #ghera ho gaya...
#Todne wala #aabad or main #barbad ho #gaya
Jaate jaate usne ye toh keh diya....
Ki apna khayal rakhna
Par uski ankhe bar-bar yahi keh rahi thi....
Ki ab mera khayal kon rakhega
Mujhe nafrat hai tere har hasas se
Kyun ki tu kabhi meri thi hi nahi
Par bhut kuch kho diya tujhe paane k liye
अगर 💔 breakup के 😁 बाद भी 😍 आप 👸👈 उसकी ✋ उतनी ही 😘 care करते हो...
तो ✔ हाँ 😍 मेरे 👲 दोस्त 👲👈 तुम सच्चा 💏 प्यार करते हो..
Samne manjil thi or piche uska wajud
Kya karte hum yaaro
Rukte toh safar reh jata
Jalte toh humsafar reh jata
Kubsurat chiz par hamesha andhra hi hota hai
Jab logo ko wo pasand aaye toh fun hone lag jate hai
Zindagi barbad hui thi tere jaane par
Badi muskil se ab jeena sika
Kuch rule badal diye life ke apne
Varna mera rona ya na rona tujhe farak bhi ni padta...
Teri dolly uthi meri arthi uth rahi thi
Tu ro kar ja rahi thi main khamosh ja raha tha
Tu kisi ki bahoo bani or main jal kar mitti ban gaya
#Dil toh #tune #toda tha #mera or #elzam bhi mujh #par laga #diya
Jab #itni hi #problem thi #humse toh itne #kaarib aane hi #kyun diya....
🙎Tere💃 jaane 👣ke👱 bad👉 is tarah se 🌚barbad hua🚬 main.....
Aabad😞 hona 🙏toh 👎door👨 kud ko📴 sambal 🚬bhi na💲 saka.......
Manjil bhi intzaar kar rahi thi mera
Tere aa jaane se manjil bhi ruth gai humse
Na tu mili na manjil bas reh gaye u tanhain
Jiski humhe sabse jada zarurat hoti hai na
Usi ke pass hamare liye thoda sa bhi wagt ni hota
💕Hum rote rahe raat bhar Magar failsa na kar sake....
Ki tum yaad aa rahe ho ya hum yaad kar rahe hai...💕
💕Kehte hai ki waqt saare ghav bhar deta hai...
Par sach to ye hai ki hum dard ke sath jeena sikh jaate hai....💕
💕Sara din gujar jaata hai khud ko sametne me...
Magar raat ko fir unki yaadon ki Hawa chalti hai aur hum fir bikhar jaate hai....💕
💕Aaj aaiye ke saamne khade ho kar khud se hi mafi mang li maine....
Dusro ko khush krte krte sab se jyada khud ka hi dil dukhaya maine....💕
💕Log ab hamara
Haal dekh kr...
Tasalli nahi dete
Marne ki dua dete hai...💕
💕Zindagi rahi to yaad sirf tumhe hi karte rahenge....
Bhul gye to samajh jaana ab hum zinda nahi rahe...💕
Tujhse se manga hi kya tha maine bas pyar hi na
Or tu mujhe wo bhi na de saki
Single rehta toh hi accha tha mere liye
Na ankhe nam hoti na teri yaad aati mujhe
Mujhe na takleef ho rahi hai jeene main
Samjh main ni aata teri wajah se ya phir uhi
Mahobbat toh usne bhi ki thi or maine bhi ki thi
Fark ye reh gaya maine unse aur usne kisi or se karli
#तेरी 👩 यादें 😊 काँच 🛡#के_टुकड़े💔
#मेरा 👤 इश्क़ 💑 #नंगे_पाँव🚶
' तुम😙 मेरे लिए उतने ही ज़रूरी हो
जितना मरीज़ों😑 के लइये #nurse😙
गरीबो😟 के लिए #कर्ज 🙇
#शायर के लिए अर्ज़ 👉😂
💕Log kehte hai tumhe uss se acccha milenga....
Wo ye kyu nhii samajhte jaroorat acche ki nhii uss ki hoti hai jis se mohobbat ho....💕
💕Mujhe nhi pta sabr kise kehte hai....
Lekin tumhe online dekhna.... aur messege na krna....mera sab se bda sabr hai...💕
💕Kar diya meri chahat ne usse laparwah
Maine yaad nahi dilaya to mera khayal bhi nahi aaya....💕
💕Tumse baat kiye bina raha nhi jaata❤......
👉wo keh rahe the kisi aur ko😊....💕 
💕Khamosh hu to sirf teri khushi ke liye....
Ye mt samajhna dil nahi dukhta mera....💕
💕Dono hi baato se aitraaz hai mujhe....
Kyu tum zindagi me aaye aur kyu chle gye?💕
💕Kabhi kabhi zindagi hame iss kadar tanha bna deti hai....
Ki hame zindagi se pyari maut lagne lagti hai...💕
Yaad aayengi hr roz.....mgar tujhe aawaj na dungi....
Likhungi tere liye har gazal....mgar tera naam na lungi.....
मैं चीख़ता रहा कुछ और भी है मेरा इलाज
मगर ये लोग तुम्हारा ही नाम लेते रहे....
Wo dhund rahe the mujhe bhul jaane ke tareeke....Maine khafa ho kar unki mushkil aasan kar di....
Hum to waise bhi akele hi the....
Kya hua agar apno ne hame ye ehsaas dila diya to.....
taaro ko timtimate deer nhi lagti,
Jugnu ko jagmagate deer nhi lagti,,
Vakt Lagta h to bas tujhe apni julfo ko lehrane me,
meri sanson ko thamte deer nhi lagti,,,
Kisi se pucha maine uske bina kaise jeeyun.....
Usne kaha tu ye soch kar jee wo bewafa hai..
Maine pucha but aisa kyun karu
Toh usne kaha kaai bar negative sochne se bhi accha hota hai...
Shayad kuch ho jaye 

Sad Status | Sad Status In English | Sad status In Hindi | Sad Love Status | Heart Broken Status | Breakup Status 

0 comments:

Post a Comment

Top Ad 728x90